KAMYAB BUSINESSMAN BANNAY K LIYE
Naqsh No 13 (KAMYAB BUSINESSMAN BANNAY K LIYE):
Hamara yeh mozu un afrad kay liye hai jo karobar main mehnat aur paisa laganay
kay bawajood karobari nakami’on ka samna kar rahay hain. Karobar main taraqi
hasil karnay kay liye har insan justajo karta hai laykin bohat kaam afrad he kamyab
businessman ka khatab hasil kartay hain.